bechaini... -
8th March 2003, 03:59 AM
Jis keh peche itna tarpee mein
JIs keh peche itna tarpee mein,
ussne aik baar be mor keh na dekha.
Kiya kahoon mein apne deewanepan ko
bus soch rahi hoon keh pyaar hi karti rahoon...
---------------------------------------------------------------------
Tumse pyar kar keh maine woh saza payi
keh jeevan ki sari khushiyan mere haath ayi..
---------------------------------------------------------------------
Yeh dil Tumhare bare mein kiya kuch nahi sochta
sochta hai tumhara pyar jo mujhe nahi chorta..
---------------------------------------------------------------------
Itna pyar mujhse maat karo keh baad mein pachtana pare
koi pata nahi zindagi ka keh kisi or ka hojana pare..
---------------------------------------------------------------------
Hum es duniya se chale jaynegay
jab humko yeh pata laga keh tum humko
chor kar, kisi or keh hojao ghay..
---------------------------------------------------------------------
yea that was all me....hehe
Rabi
|