Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
bahut yaad aati hai aaj bhi wo haseen raat
Old
  (#1)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
Love bahut yaad aati hai aaj bhi wo haseen raat - 10th April 2010, 07:47 AM

doston waise to layak nahi hoon ke yahan kuch likh sakoon par rah nahi paya to chala aaya.........aaj bhi kuch likhne ja raha hoon wo meri dil-e-jana (jo apke SDC pariwar ka hi hissa hai) ke us thread ka jawab hai jo usne mujhse bina kahe yahan post kiya tha........chahta to bahut pehle isse post kar sakta tha par sabse pehle usse sunana chahta tha.......to kal raat usse apni aawaz ki shakal me sunaya.......aur ab apke sath apne wo haseen pal banNt raha hoon......isme kamiyan maat nikaliyega.......main janta hoon ke isme kamiyan hain par wo chahti thi ke main isse essa hi rahne dun.......to mere pyar ki khatir.................apka karzdar rahunga....



bahut yaad aati hai aaj bhi wo haseen raat
tera wo machalna, teri har baat

kuch na kahke mere sene se lipat jana tera
karne dena sahme se dilo'N ko apas me baat

meri wo shaitaniyaan, teri wo ched - chad
shab-e-raat kuch yun hi di thi hamne gujar

surkh hothon ka tere pina mera wo jam
madhoshi me tera wo kah jana 'hey ram'

tera wo chur ho jana mera mazbur ho jana
saNson ka sene me wo theher ke aana - jana

mera tujh ko phir wo soye se jagana
tera phir se wo meri aagosh me samana

tere jane ke baad bhi main so nahi paya
tujh ko kho kar bhi main tujh ko kho nahi paya

bahut yaad aati hai aaj bhi wo haseen raat
tera wo machalna, teri har baat


mafi chahunga ek jagah maine "hey ram" shabad ka istemal kiya hai wo sirf isliye ke ye do jismo'N ka ya do aatmao'N ka nahi do dharmo ka bhi milan hai..........jo aaj tak nahi ho paya hai...............


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)

Last edited by sunita thakur; 13th April 2010 at 01:43 PM..
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 23
10th April 2010, 03:40 PM

bahut hi khoobsurat ahsaso se lavalab apki shayri ham bahut hi achchi lagi..............likhte rahe........shukriya


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 31
10th April 2010, 03:50 PM

Secrect sahab!

secrect lafzoN mein kafi kuch kah diyaa aapne...... aise manzar khincha hai raat ki kahani ka ke kya kahun ... bahut khoob thode technics mein kami hai per jaldi sudhar aa jayenga.... Waise aap hasyaa kavia bahu khoob kahte ho...

Likhate rhaiye,
Khush rhaiye,
khuda Hafez.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 44
Smile 10th April 2010, 07:23 PM

Mashaallah... aapki kalam ko kisi ki nazar naa lage...aapki wo haseen raat ki kahani padhkar to hamare chaarsu ek suroor sa chhaa gaya... madh-hosh kar diya aapne to... yu laga jaise ye pyaar bhari saari sharaaratein hum padh nahi rahe apni aankho se dekh rahe hai.... aapke lafzon me ek ajeeb sa jaadu mehsoos hua... aapke ehsaas bahut dilnashi hai aur lafzon ki adaygi bahut hi dilkash...... wakehi aisi baatein aur aisi raatein bhulaye nahi bhulti.... Allah kare aapko aapka pyaar jald se jald haasil ho jaye... yuhi likhte rahiye aur is mehfil ko madh-hosh karte rahiye.... khush rahiye....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....

Last edited by sunita thakur; 13th April 2010 at 01:49 PM..
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 88
10th April 2010, 07:42 PM

aapki tehreer ka madhosh kar dene waala manzar ......waqaai dilkash raha......ek bindaas koshish........dil se daad hazir hai.....yunhi likhte rahen......jaisa sameer ji ne ishaara kiya hai .......thoda taknik par dhiyaan de.....khush rahen....

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 10th April 2010 at 07:44 PM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
10th April 2010, 08:28 PM

Quote:
Originally Posted by baagi View Post
bahut hi khoobsurat ahsaso se lavalab apki shayri ham bahut hi achchi lagi..............likhte rahe........shukriya
bagi bhai, bahut bahut shukKrguzar hoon apka......meri koshish ko sarahne ke liye........... apki dua rahi to aage bhi kuch na kuch likhta rahunga..........

apka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#7)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
10th April 2010, 08:32 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Secrect sahab!

secrect lafzoN mein kafi kuch kah diyaa aapne...... aise manzar khincha hai raat ki kahani ka ke kya kahun ... bahut khoob thode technics mein kami hai per jaldi sudhar aa jayenga.... Waise aap hasyaa kavia bahu khoob kahte ho...

Likhate rhaiye,
Khush rhaiye,
khuda Hafez.....
sameer bhai, bahut bahut dhanywad apka jo aap yahan aaye meri koshish ko parkha......usse saraha........apka shukragujar hoon..........
ji apne thik kaha hai taknik me kuch sudhar ki jarurat hai........par maine upar pehle hi kah diya tha ke meri mazboori hai ke main bina sudhar ke hi isse post kar raha hoon............

apna sath banaye rakhyega........

apka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#8)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
10th April 2010, 08:35 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Mashaallah... aapki kalam ko kisi ki nazar naa lage...aapki wo haseen raat ki kahani padhkar to hamare chaarsu ek suroor sa chhaa gaya... madh-hosh kar diya aapne to... yu laga jaise ye pyaar bhari saari sharaaratein hum padh nahi rahe apni aankho se dekh rahe hai.... aapke lafzon me ek ajeeb sa jaadu mehsoos hua... aapke ehsaas bahut dilnashi hai aur lafzon ki adaygi bahut hi dilkash...... wakehi aisi baatein aur aisi raatein bhulaye nahi bhulti.... Allah kare aapko aapka pyaar jald se jald haasil ho jaye... yuhi likhte rahiye aur is mehfil ko madh-hosh karte rahiye.... khush rahiye....

aab apse kya kahun........apke samne to meri bolti hamesha hi banNd rahti hai........

aapne yahan aakar meri koshish ko saraha apka dhanywad...........

apka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#9)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
10th April 2010, 08:48 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
aapki tehreer ka madhosh kar dene waala manzar ......waqaai dilkash raha......ek bindaas koshish........dil se daad hazir hai.....yunhi likhte rahen......jaisa sameer ji ne ishaara kiya hai .......thoda taknik par dhiyaan de.....khush rahen....

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath...
naresh bhai kya kahun apka meri thread par aana to bas aisa hai jaise krishna khud sudama ke ghar chale aaye hoon............

apki baaton par jarur dhyan dunga..........

apka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Rajeev Sharma
Tere Intzaar Mein....
Rajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Rajeev Sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 40
10th April 2010, 09:03 PM

secret admirer
bahut kub...........
aese hi likhte raheN


maNzil pr nazar rakhtaa huN
zaari apnaa safar rakhtaa huN !!

===========================


sharma.rajeev701@gmail.com
https://www.facebook.com/rajeevsharmaraj111
http://www.rajeevsharmaraj.blogspot.com/
  Send a message via Yahoo to Rajeev Sharma  
Reply With Quote
Old
  (#11)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
10th April 2010, 10:48 PM

Quote:
Originally Posted by sharma.rajeev View Post
secret admirer
bahut kub...........
aese hi likhte raheN
dhanyawad rajeev bhai apka meri thread par aane aur mujhe sarahna.....wakai mujhe rah dekhane ke barabar hai..............

apka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 25
11th April 2010, 02:09 PM

Its a bit "Kitschy" Work, as most of the members in here are illiberal so they may find few words in it as lewd....

Khair ...as you are aware yahan par kids bhi aatey hai searching for sms and some newbies to impress their loved ones.... by couplets.

We have to be careful ........... (what we should post)
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 65
Lightbulb 13th April 2010, 10:32 AM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
[B]

Khair ...as you are aware yahan par kids bhi aatey hai searching for sms and some newbies to impress their loved ones.... by couplets.

We have to be careful ........... (what we should post)


Thanks Baqs aapne mere dil ki baat kah di.


Sir aapne jo likha hai kya aapko lagta hai ki apni enti personel baateN openly share karni chahiye, theek hai aap shayri karte hain apne dil ki baat khul kar kah sakte hain par kuch to hamare hadeN (limits) hoti haiN, aap hum ya koi bhi member apne raat ke kisse aise khuleaam likhe....accha nahi lagta, yahan par hamare kuch member aise bhi hain jo 15-16 saal ke ya es se bhi kum hain.

main kai baar SDc par raat ko jab visit karti hoon to mere dono bacche bhi mere saath baithe hote haiN ki mumma hum bhi padeNge kya likha hai, es surat meiN agar aisa padne ko mil jaye to bacchoN ke saamne hamari kya respect rah jayegi ki hamare parents khud aisa likhtey padtey haiN.

pls aap meri baat ka bura mat maniye aap apni es poetry ke kuch sher jo jayada hi personel haiN, edit karke hume pm kar dijiye, hum aapki edit ki hue gazal yahan post kar deNge. nahi to majbooran yeh thread hume delete karna padega.

yeh msg main aapko PM bhi kar sakti thi, par yahan es liye likha hai taaki in future koi aur member aisa na post kare, yahan har umr ke member aate hain, SDC ki maan maryada hum sab se hai.

take care



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 25
13th April 2010, 10:41 AM

Sunita...................Wherez my post for that faltoooo Despo..... hahaha

Lamha (The one on high hormones) uske liye bhi ek post likhi thi meine
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
13th April 2010, 10:45 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Thanks Baqs aapne mere dil ki baat kah di.


Sir aapne jo likha hai kya aapko lagta hai ki apni enti personel baateN openly share karni chahiye, theek hai aap shayri karte hain apne dil ki baat khul kar kah sakte hain par kuch to hamare hadeN (limits) hoti haiN, aap hum ya koi bhi member apne raat ke kisse aise khuleaam likhe....accha nahi lagta, yahan par hamare kuch member aise bhi hain jo 15-16 saal ke ya es se bhi kum hain.

main kai baar SDc par raat ko jab visit karti hoon to mere dono bacche bhi mere saath baithe hote haiN ki mumma hum bhi padeNge kya likha hai, es surat meiN agar aisa padne ko mil jaye to bacchoN ke saamne hamari kya respect rah jayegi ki hamare parents khud aisa likhtey padtey haiN.

pls aap meri baat ka bura mat maniye aap apni es poetry ke kuch sher jo jayada hi personel haiN, edit karke hume pm kar dijiye, hum aapki edit ki hue gazal yahan post kar deNge. nahi to majbooran yeh thread hume delete karna padega.

yeh msg main aapko PM bhi kar sakti thi, par yahan es liye likha hai taaki in future koi aur member aisa na post kare, yahan har umr ke member aate hain, SDC ki maan maryada hum sab se hai.

take care

sunita ji mafi chahunga agar shayri pariwar ke maan samman ko thes pahuchai ho to...............main isse edit nahi kar sakta par badi hi vinamrata se apko gujarish karta hoon ke aap isse delete kar dijiye........


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#16)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
13th April 2010, 11:32 AM

Bhayee ... achi ghazal haui
waise khyaal mujeh bhi yahi aaya tha ki.... thoda ... jayda hi khulapan ho gaya... fir apni girebaan mai jhaank ek dekah to chup ho gaya
but aap ..... thoda lafzo ka her fer kar sakte hai.... thoda pardaa bhi bana rahe aur bat hi saaf rahe

khair
mujeh ye sher khaas acha laga

surkh hothon ka tere pina mera wo jam
madhoshi me tera wo kah jana 'hey ram'

hey raam ka expression .... bas kya kahu ... jaise mere kaano mai fir se koe awaaz yahi lafz pahne aa gayee ho
aur rahi do majhabo ka milan ... to
kya kaheN ...... hum to likh likh ke haar gaye
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#17)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
13th April 2010, 12:09 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Bhayee ... achi ghazal haui
waise khyaal mujeh bhi yahi aaya tha ki.... thoda ... jayda hi khulapan ho gaya... fir apni girebaan mai jhaank ek dekah to chup ho gaya
but aap ..... thoda lafzo ka her fer kar sakte hai.... thoda pardaa bhi bana rahe aur bat hi saaf rahe

khair
mujeh ye sher khaas acha laga

surkh hothon ka tere pina mera wo jam
madhoshi me tera wo kah jana 'hey ram'

hey raam ka expression .... bas kya kahu ... jaise mere kaano mai fir se koe awaaz yahi lafz pahne aa gayee ho
aur rahi do majhabo ka milan ... to
kya kaheN ...... hum to likh likh ke haar gaye

shukriya janumanu ji........ye pal maine sirf khayalo'N me bitaye the .......... tabhi shayad aaj shayar hoon waise kahtein hain na

'shayar ki koi haad nahi hoti ishq ki koi sarhad nahi hoti
wo to kah jata hai madhoshi me khud usko bhi uski khabar nahi hoti'

apka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#18)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 65
13th April 2010, 01:48 PM

Quote:
Originally Posted by secret admirer View Post
sunita ji mafi chahunga agar shayri pariwar ke maan samman ko thes pahuchai ho to...............main isse edit nahi kar sakta par badi hi vinamrata se apko gujarish karta hoon ke aap isse delete kar dijiye........


sir main aapki poori gazal delete nahi krooNgi, haan aapne delete karne ko kaha to maine ek sher aur ek do aur lafaz delete kiye haiN taaki es gazal ki khoobsurati bhi kum na ho aur padne waleoN ko bhi kuch bura na lage, umeed hai aapko meri edition theek lagegi.

muje accha laga ki aapne meri baat ka bura nahi maana aur baat ka matlab samja.


thanks


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#19)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 19
13th April 2010, 04:00 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
sir main aapki poori gazal delete nahi krooNgi, haan aapne delete karne ko kaha to maine ek sher aur ek do aur lafaz delete kiye haiN taaki es gazal ki khoobsurati bhi kum na ho aur padne waleoN ko bhi kuch bura na lage, umeed hai aapko meri edition theek lagegi.

muje accha laga ki aapne meri baat ka bura nahi maana aur baat ka matlab samja.


thanks


sunita ji,
aapne jo bhi kiya main is baat ke fer me nahi padna chahta ke wo galat kiya ya accha kiya kyunki apne mujhe kaha tha ke main isse edit karun to wo mere liye kuch aisa ho jata jaise main khud ke khayalo'N ka apne un ahsaso'N ka'tal kar raha hoon mere liye ab ye gazal sirf un khayalo'N ki ek zinda lash hai aur aaj se ye thread meri kabr'R............

aap meri baat ka bura na mane aap ne jo bhi kiya apka farz tha aur mujhe apse koi shikwa - shikayat nahi hai........

(ab is gazal ko aise hi bani rahne dein)

apka.



Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)

Last edited by secret admirer; 13th April 2010 at 04:29 PM..
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com